Hindi Islamic Sms
Aap (SAW) Ne Farmaya: Allah (Namaz Ki) Pahle Saff Walo Par Rahmat Bhejta Hai Aur Farista Unke Liye (Rahmat Ki) Duwa Karta Hai (Abu Dawood 664)
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)
Nabi kareem(sallallahu-alehy-wasallam) ne farmaya Allah ta-ala ke nazdeek sab se zyada naa pasandedah aadmi wo he jo jaghdalo ho... (sahih-bhukhari,kitab-ul-mazloom,hadees
Muhammad(sallallahu-alehy- wasallam) ne farmaya ki raaste se kisi takleef dah cheez ko hatana b ek sadqa hai... (sahih-bhukhari,kitab-ul-mazloom)
Momin wo nahi jis ki mehfil pak ho, Bul-k momin wo hay jis ki tanhai pak ho”
NAMAZ ko chorrna ALLAH ko naraz karna hy, FAJAR- 5 MINUTE, ZOHAR 15 MINUTE, ASAR 8 MINUTE, MAGHRIB 10 MINUTE, ESHA 22 MINUTE, TOTAL 60 MINUTES. Humay rozana 1440 minutes milty hyn, sirf 60 minutes nikal k ALLAHA ki narazgi sy bachiye. ALLAH razi aur yehi hay haqeequi kaamyabi.
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT aisi cheezain hain jin k milnay say log badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain (Hazrat Ali)
Kamyab Hai Woh Imaan Wale Jo Apnni Namaz Me Narmi Rakhta Hai Aur Fuzool Ki Baaton Se Bachte Hai. (Quran 23:1-3)
Hazrat Abu huraira (raziallahu-ta'ala-anhu) bayan krte he ki Rasool(sallallahu-alehy- wasallam) ne farmaya ki logon par ek aisa zamana aaye ga ki insaan koi parwa na kare ga ki jo iss ne hasil kiya wo haram he ya halaal.. (sahih bhukhari,kitab-ul- bewah,hadees
Nabi(sallallahu-alehy- wasallam) ne farmaya ki sharab ki sodagari haram karar kardi gayi he. (sahih-bhukhari vol 2)
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye”. (Hazra Ali R.A)
Jo Cheez Tum Ko Paigambar (SAW) Dein Wo Le Lo Aur Jis Se Mana Karein Is Se Baaz Raho. (Quran 57:7)
Qayamat Ke Din Us Saakhs Ka Martaba Sabse Badtar Hoga, Jo Apni Biwi Ke Saath Hambistari Karke Apne Dosto Ko Batata Hai. (Muslim 1433)
Nabi Kareem (SAW) Ne Farmaya: Akele Namaz Parne Se Jamat Ke Saat Namaz Parna 27 Darja Jyada Sawab Milta Hai. (Bukhari-645,Muslim-650)
AsSalamo aalaikum Iska matlab ae he mye Tik hu ab kaisahu
Aap (SAW) Ne Farmaya: Kabroki Taraf Munh Karke Namaz Na Paro Aur Na Kabro Par Baitho. (Muslim-972)
Rahmaton ki hai yeh raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa laina rab say her bat, Duaon main rakhna yaad, Mubarak ho aap ko, Shab-e-barat
Kabhi aye navjawan muslim tadabbur bhi kiya hai tune,vo kya gardon tha jis ka tou ik touta huwa tara,tujhe us koum ne paala hai agosh-e-mohabbat me, kuchal dala tha jis poan me taj sardara... Allama IQBAL(Rahmatullahi-aleh))
Allah Ke Rasool (SAW) Kehta Hai, Namaz Me Qatar Seedhi Rakho, Kandhe Se Kandha Milaao Beech Me Jagah Mat Choro Saitan Ke Liye. (Abu Dawood)
Aap (SAW) Farmaya: Tum Me Se Koi (Admi Ya Aurat) Sajde Me Apne Haato Ko Is Tarah Na Bichaye Jis Tarah Kutta Bichata Hai. (Bukhari-822,Muslim-493)